Advertisements

Maine Hostinger liya

Advertisements

Maine Hostinger Liya

Hostinger kyu lena chahiye?

Dosto,

Internet ke Duniya main Maine jab kadam rakha.

to google search maine itna search kiya ki pura khazina Ka Dher Sare Information mila

search karte karte soch main pad gaya

itane saare information alag alag company ke Hosting ki benfit service aur bahoot saare benfits dekha.

maine 3-4 company ke Hosting use kar ke dekha.

har ek Hosting Company ki alag alag service hain

koyi jada price leke benifits deta hain Koyi kam benefits deta hain

Jab maine google search kar ke Hostinger ki website dekha to pata chala

Hostinger ke alag alag plan hain

Jaise

1]Single WordPress

2]Wordpress Starter

3]Business WordPress

4]Wordpress Premium

Ye 4 Plan dekha.

single plan main Sirf 1 Website wo bhi kam price Rs.59 ke Plan main bahoot hi badhiya hain

par muje Bhavishya main 2 ya 3 website chalana tha

Hostinger ke WordPress Starter Plan 4 years yani 48 month ke plan choose kiya.

aur Plan select kar ke Coupon Code dal ke discount mila

saath main maine Payments Gataway select kar ke Credit Card se Payment Kiya.

Payments karte samay kuch dikkat bhi nahi aayi..

Hostinger se Payments karna itana easy hain ki aasani payments kar sakte hain

aap Indian Rupee se Payments kar ke Hosting le sakte hain.

Paytm se bhi payments kar sakte hain.

US dollers main bhi paymets kar sakte hain .

bahoot sara option hain.

Indian ke Public aasani se Payments kar ke Hostinger le sakte hain.

Dosto mera Khud ka Anubhav Hain ki

Hostinger ki Service Bahoot Badhiya hain.

Hostinger ka Website Uptime 99% hain. aap khud hi dekh sakte hain.

Agar Kisi ko Hosting lena hain to aap Jarur Hostinger Le lo.

jarur aap is ki service dekh ke Khush Honge.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *