Advertisements

Flipkart Axis Bank Credit Card

Advertisements

Best Flipkart Axis Bank Credit Card

Dosto,

Mera Khud ka Anubhav Share kar raha hu

Flipkart aur Axis Bank ne Apane Co Branded Flipkart Axis Bank Credit Card Lanuch kiya.

Bank ke Website main uske bare main Jankari mili thi.

waise Google Search main Flipkart Axis Bank Credit Card Adversement bhi chal raha tha. Advertisement dekhane ke bad socha ki accha Scheme chal raha hain.

Already mere pass 3-4 Credit card tha. kyo na Flipkart Axis Bank Credit Card use kar ke dekh lu. to maine mere yaha ke Najik ke Axis Bank Branch main ja ke Inquiry kiya.

Axis Bank ke Staff ne Muje Acchi Tarah se Jankari diya. Unki service bate sun ke accha laga. So Turant Maine Card Lene ke liye Fasila kiya. aur Online Form bharne ko ha bol diya.

Axis Bank ke Staff ne Tablet se mere pura details Form bhar diya.

kaha ki aapko Kuch dino ke baad Apke ghar pe Credit Card Mil Jayega.. aap Nichint Rahiye.

Kuch dino main mere Ghar pe Axis Bank ka Parcel aaya. dekha ki Packing Badhiya tha aur packet nikal ke paper nikala aur dekha ki us main Flipkart Axis Bank Credit Card ka credit card tha..

mere nam se printed Credit Card tha . aur Paper Padhane laga ki Axis Bank ne muje Rs.166000/- ki Limit di hain. muje khusi huyi.

aur maine apne Man main hi Axis bank ko Thanks bol diya …

Maine Flipkart Axis Bank Credit Card se online Flipkart Website main se kuch chije purchase kiya to muje 5% CashBack mila…

aur Offline se Super Market ya other shop se kuch jaruri product Purchase kiya to muje 1.50% CashBack Mila..

muje achha Result Milne ke baad maine Jada se jada Flipkart Axis Bank Credit Card use karne laga hu.. aur use karta hu.

I m very very Happy..

Thanks For Flipkart Axis Bank Credit Card.

Flipkart Axis Bank Credit Card ka Details Niche de raha hu

Card Jari Karne par Rs.1100/- ka Swagat ke Uphar Milega

Flipkart And Myntra se Purchase karne par 5% Unlimited Cashback.

Preferred Partners Merchant (Swiggy, Cleartrip, PVR, Tata Play, Uber, Cure.Fit ) se Purchase karne par 4% Cash Back.

Other Categories -1.5% Unlimited Cashback

Domestic Airtports par 4 Lounge Access milega (Per Quarter 1)

Fuel- sabhi petrol pump par Fuel Surcharge 1% Waiver (Valid RS-400-4000). No Cash Back

Dining Delights- Axis Bank Partner Restaurants pe 20% Dicsounts

EMI- Rs. 2500 ke upper EMI pe Convert kar sakte hain.

Joining Fee Annual Charges= 500/- + GST

2nd year Onwards 500.

Annual Fee Waiver- 200000/- ke upper Spends karne bad aapke 500Rs.ka Annual fee Waiver hoga.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *