Advertisements

Bank Fraud

Advertisements

Bank Fraud

Bank Fraud se Kaise Bache?

Dosto Hamne suna hoga Tv News main dekha hoga

ya Newspaper main Padha hoga ki

Kisi ke account main Rs.50,000/- rupaya online nikala

kisi ke account main 1 lakh rupaya nikala..

Koyi fraud karne wale log Bank ke Customer ko call kar ke puchate hain.

ki main aapke ke bank ka Officer hu.

aapke account ka debit card band honewala hain.

aapke debit card ko activate karne ke liye humne aapke mobile main OTP bheja hain.

aap muje OTP dijiye taki aapka debit card activate ho jayega.

aur aap Debit card asani se use kar sake.

customer unki baato main aake unka lagata hain ki ye bank ke taraf se call aaya hain.

aapana debit card activate karne ke liye Aap unko OTP Number dete hain.

Jab unko OTP bhejate hi kuch second main customer ke Mobile main Bank Ka SMS ALERT aata hain.

Your Account xxxxxxx012345 Withdrawal Rs57000/- Your Balance in Rs.0000/-

tab pata chalta hain kise ne fraud kar ke Bank account main se paise nikale hain

tab customer ko msg dekh ke pasina aata hain tenstion aata hain. aise kaise hua?

aise India ke bahoot se logo se account main se fraud karne wale logo ne Lakho rupya nikal ke bhag gaye…

Upper diya hua lekh se samaj main aaya hoga kaisa fraud hota hain.

Bank Fraud se Bachane ke liye kya karna chahiye?

Bank Fraud se bachne ke liye niche Jankari diya hain wo accept karna chahiye.

Sab se badi baat dhyan pe rakhana chahiye ki

Koyi Bank apne Customer ko Kabhi call nahi karta hain. SMS Bhejta nahi hain.

aisa information sab Newspaper main , Bank ke Notice Board main information diya jata hain ki

koyi bhi customer ne apni bank ki Jankari Jaise

Aapna Bank ka

Account number….

Mobile number…

Date of Birth…

Apka Debit Card Number…

Debit Card Ya Credit Card ka Expirty Date…

Apaka Debit Card ke Piche diya hua CVV number…

Apke Bank main se aaya hoga OTP…

kisi Third Party ya kisi vyakti ko Share nahi karna Chahiye…

Aisa Information sabhi alag alag newspaper aur Tv main diya jata hain.

Ye Sab se badi baate dhyan main Rakhan hain.

Ye Important Rules Accept Karna hain.

Kisi Bank ka Customer ka Call aaya OTP mang raha hain to share nahi Karna chahiye.

aisa koyi OTP mang raha hain to najik ke Bank Manager se ya police station main jake information dijiye.

aapke mobile main SMS aata hain ki aapko 50 lakh ki lottery lag gayi hain.

Hum aapke account main paise transfer kar rahe hain aapke account main OTP aaya hain wo hume bataiye taki aapke account main paise tranfser karenge..

aisa mobile main SMS aate hain

Aise SMS se Savdhan rahiye..

Kisi Lalch main aake OTP share na kare.

aise kuch Chote Chote Baato se Savdhan rahana chahiye…

taki aap apni khud ki kamayi ka paisa bank main Surakshit Rahega…

kisi se Fraud hone se Bach Jayega…

Yahi hain Best Upay hain Fraud hone se Bachne ke liye….,

Agar Apko kuch Sawal Puchana hain to Puch sakte ho.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *